Adil Najam
Saw this picture in Daily Times and actually laughed out loud. How much more Pakistani could a bakra be, than riding on a rickshaw with its head sticking out.
Not sure what the title of the picture should be. Maybe you can help.
Note: Original posted in December 2006.
Safar-e-Akhirat
waqt aaney de bata deingay tujhe ae aasmaaN
hum abhi se kia batayein kia hamare dil mein hai
khench kar layi hai sabko qatl honay ki umeed
aashiqon ka aaj jamghat koocha-e-qatil mein hai
sarfaroshi ki tamanna ab hamarey dil mein hai
dekhna hai zor kitna baazoo-e-qatil mein hai
:D
Lolz … so eid celebrations are going on top here :)
Faiz stands true for this Bakra at least :)
With apologies to Faiz sahab aur unn kay chaanay waalay:
jis dhaj say koee maqtal meiN gaya,
woh shaan slamat rehti hai,
yeh jaan tou aani jaani hai,
iss jaan ki koee baat nahiN.
(1) aakhri deedaar
(2) chal chaliyay dunya de os nukRay
jithay banda na banday di zaat howay
(3) babloo ki wapsi