Adil Najam
The recent sacking of the Chief Justice of the Supreme Court, Iftikhar Chaudhry, has ignited passions all over the Pakistani blogistan. That is not surprising. What is remarkable is the consensus in opinion and outrage that seems to be universal (including in the results of our ATP Quick Poll).
As I read the hundreds of comments posted all across the Pakistani blogistan, it is also striking how many times people have invoked poetry as a way to express their strongly held feelings and heartfelt emotions. As always it is in Faiz Ahmed Faiz that people find the most comfort and solace. My own favorite – hum daikhain gay – has been repeatedly invoked; so has nisaar mein teri galiyoun mein and aaj bazaar mein pabajolaaN chalo. Another great favorite of mine – kuch sanoo maran da shouq vi see; this from Munir Niazi – has also been mentioned.
I am, however, always surprised that we do not hear more of Ahmed Faraz’s poetry in these discussions. From what one can fathom, the sacked Chief Justice may not be the ‘perfect hero’ that poets commemorate, but I imagine that sitting under guard as he is he may well reading Faraz right now and feeling the intensity of at least some of the verses.
This is particularly so for the poem ‘Mohassra’, which is probably Faraz’s most prominent political poem (written during the Zia years):
Chief Justice Iftikhar Chaudhry may also find some solace in Ahmad Faraz’s Qaid-i-Tanhai. The additional verses at the end of this video clip seem equally pertinent.
Suna hai log ussay aankh bhar ke dekhtay hain
So us ke shehar mein kuch din thehar ke dekhtay hain
Suna hai rabt hai us ko kharaab haloon se
So apne aap ko barbaad kar ke dekhtay hain
Suna hai dard ki ghaahak hai chashm-e-naaz us ki
So hum bhi us ki gali se guzar ke dekhtay hain
Suna hai us ko bhi hai shair-o-shaeri se shaguf
So hum bhi moujazzay apne hunar ke dekhtay hain
Suna hai bolay tu batoon se phool jhartay hain
Yeh baat hai tu chalo baat kar ke dekhtay hain
Suna hai raat ussay chaand takta rehta hai
Sitaaray baam-e-falak se uttar ke dekhtay hain
Suna hai din ko ussay titleyaan sataati hain
Suna hai raat ko jugnoo thehar ke dekhtay hain
Suna hai hashar hain us ki ghazaal si ankhain
Suna hai us ko hiran dasht bhar ke dekhtay hain
Suna hai raat se barh kar hain kaaklain us ki
Suna hai shaam ko saaye guzar ke dekhtay hain
Suna hai us ki seyaah chashmagi qayaamat hai
So us ki surma farosh aah bhar ke dekhtay hain
Suna hai us ke laboon se gulaab jaltay hain
So hum bahaar pe ilzaam dhar ke dekhtay hain
suna hai aaenaa tamsaal hai jabeen us ki
Jo saada dil hain ussay ban sanwar ke dekhtay hain
Suna hai jab se hamaayal hain us ki gardan mein
Mizaaj aur hi laalo-gohar ke dekhtay hain
Suna hai chashm-e-tassavur se dasht-e-imkaan mein
Pallang zaweyey us ki kamar ke dekhtay hain
Suna hai us ke badan ki taarash aisi hai
Ke phool apni qubaayain qattar ke dekhtay hain
Bas ek nigaah se lut
shiddate tashnagi main bhi gairate tashnagi rahi
usne jo pher li nazar maine bhi jaam rakh diya
dekho ye mere khwaab the dekho ye mere zakhm hain
maine to sab hisaabe jaan barsare aam rakh diya
usne nazar nazar main hi aise bhale sukhan kahe
main to uske paon main sara kalaam rakh diya
aur faraaz chaiyen kitni mohabbaten tujhe
maon ne tere naam pe bachon ka naam rakh diya
salam,s i want the contact number of ahmed faraz and pleas you any person have his number pleas send me on my email id
hi sir how are you i saw your sit it is great will u plz send me the Ahmed Faraz’s poem CHOR Commander i will be thank full to you
thank you
asad khan
yahii kahaa tha meri Ankh dekh sakti hay
tu mujh peh toot peraa sara Shaher e Nabiina !!!
by
Ahmed faraz