khud gharzi

Posted on December 24, 2008
Filed Under >gadagar, Poetry, Urdu
8 Comments
Total Views: 42338

gadagar



8 responses to “khud gharzi

  1. Afsheen says:

    With all due respect, this is an example of one of the most pathetic urdu poetries. Trust me, Urdu language has much better stuff to offer.

  2. Rubi Jawaid says:

    Urdu ki naamwar shaeyra Samina Raja ki aik ghazal,
    aap sab ki nazr.

    Chashm hairan bhi hai, ehed ki paband bhi hai
    Dil jisay chahta hai us say gila mand bhi hai

    Poshish-e-gahm pay na itna bhi koi nazan ho
    Is mein hlki si khushi ka kahin pewand bhi hai

    Baray,us deed say aankhon ko mila hai kuch chaen
    Lekin is dil ki tarap aaj say dochand bhi hai

    Aap kay sar mein kisi aur ka soda,herat!
    Jab isi sar ki hamaray liay sogand bhi hai

    Raat,tanhai,ta’aqub mein musalsal koi chaap,
    Aur jab ilm ho, aagay yeh gali band bhi hai

    Nabz par dast-e-masiha nahin,hai dast-e-habib
    Gar yeh hat jaey to ik aan mein dil band bhi hai

    [poet Samina Raja]

  3. RUBI JAWAID says:

    Hi,
    I want to share a poem by Samina Raja.
    I hope you will like it.

    POORAY CHAND KI RAAT

    Aankh talak utri aati hai pooray chand ki raat
    Jeewan ki lambi rahon par saya sa ik sath
    Honton par aisi hi lali,mathay par aisay hi sitaray
    Mang mein jagmag jagmag afshan aur chunri mein jugnoo saray
    Palkon kay pichhay ik sapna aur sapnay mein nain tumharay

    Yaad aai hai aaj mujhay ik pichhlay janam ki baat
    Bhool gaei ab—hath say kaisay chhoota tha woh hath

    [poet Samina Raja]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*